Ba teere nazar yaaftam zakhme kaari
[uski nazar ke teer se nujhe gahra zakhm laga]
jo chalke nayan to maja le murari
che khoobast baa man hami range afzal
[mere saalth ye aala rang khoob hai]
rangi usne chunri bhijoye hai saari
basad naaz amad duroone dilo jaan
[wo badi ada se dil aur jaan men aata hai]
suratiya mori aaj usne sanwaari
na baqeest zulmaate shabhaaye hijran
[judai ki raaton ka andhera baaqi nahin raha]
sajan tori chitwan ki chamke kataari
ze chashme to ai jaan bahaaran baraamad
[teri ankhon se bahaar nikal rahi hai]
hain sab jag se sunde ye ankhiyan tehaari
khusha een jawabe sawaale mohabbat
[mohabbat ke sawaal ka kya acha jawaab hai ye]
wo kahta hai gori tori mat hai maari
suhail een sitam kardah jaane tamanna
[suhail us jaane tamanna ne ye zulm kiya hai]
dabi wake adhran men murli bichaari
________________________________________SUHAIL KAKORVI
0 Responses

Post a Comment